SHAMA HAI JALI LYRICS – Sanam | Independence Day Special

Shama Hai Jali Lyrics by Sanam is a patriotic song sung by him for this Independence Day. Its lyrics are written by the lyricist Siddhant Kaushal.

Shama Hai Jali Lyrics by Sanam Puri

Shama Hai Jali Song Detail:

Song: Shama Hai Jali
Singers: Sanam Puri
Lyricists: Siddhant Kaushal

Shama Hai Jali Lyrics




Dhoop ne likha khidkiyon pe kal
Sab paheliyon ka sahi se hal
Kahin aadhiyon se tha apna vaasta
Jinki wajah se tha dhundhla raasta

Lehar seene mein uth rahi hai
Ek aag ki abhi
Sehar aane wali nayi hai
Ummeed se bhari
Ungliyan uthate hain kyon bhala
Dusron pe khud pe na hum yahaan

Jazba ragon mein hone laga rawan
Pahunchega har disha apna yeh jahaan

Shama hai jali dilon mein abhi
Shama hai jali bujhe na kabhi
Zamin junun ho, wahin sukun ho
Zamin junun ho

Dar se haar ke
Toote jo agar dil ka hosla
Yaad karna phir ghutnon se hi
Uth ke tu tha chala
Badhne laga hai suraj soch ka
Pahunchega har disha apna yeh jahaan

Shama hai jali dilon mein abhi
Shama hai jali bujhe na kabhi
Zamin junun ho, wahin sukun ho
Zamin junun ho
Zamin junun ho
Wahin sukun ho
Wahin junun ho


Hope you have liked the lyrics of Shama Hai Jali song, if so please share it with your family and friends on social meadia.