Sehmi Hai Dhadkan Lyrics from Daas Dev is latest song sung by Atif Aslam. Its music is composed by Vipin Patwa and lyrics are written by Dr Sagar.
Sehmi Hai Dhadkan Song Detail:
Song: Sehmi Hai Dhadkan
Movie: Daas Dev
Singers: Atif Aslam
Musicians: Vipin Patwa
Lyricists: Dr Sagar
Sehmi Hai Dhadkan Lyrics
Khwabon ki duniya mukammal kahan hai
Jeene ki khwahish mein marna yahan hai
Manzil yehi hai, yehi karwan hai
Jeene ki khwahish mein marna yahan hai
Sar par uthaya hai kyun aasmaan ko
Agar badh hain jaati teri dhadkanein
Sehmi hai dhadkan, sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan to kya ho gaya x (2)
Purani kitabon ke panne sabhi
Gawahi yahan dene aa jayenge
Khayalon mein yaadon ke aakar ujale
Sabhi daag dil ke mita jayenge
Kisko fikar hai tumhari yahan par
Agar badh hain jaati teri dhadkanein
Sehmi hai dhadkan, sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan to kya ho gaya x (2)
Saare ke saare hi vaade yahan
Aankhon hi aankhon se beh jayenge
Yaadon ke saare hi tukde magar
Tujhmein hi baaki se reh jayenge
Kis mod par hai tumhari yahan par
Agar badh hain jaati teri dhadkanein
Sehmi hai dhadkan, sihri hai dhadkan
Thehri hai dhadkan to kya ho gaya x (2)