Kabool Hai Lyrics – Muhfaad: This is a latest rap song sung, composed and written by Muhfaad. Song is mixed & mastered by Nishant Sabarwal and released under the banner of Desi Music Factory.
Kabool Hai Song Detail:
Song – Kabool Hai
Singers – Muhfaad
Musicians – Muhfaad
Lyricists – Muhfaad
Kabool Hai Lyrics
Sajti hain thaaliyan, baraste phool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Chalta hoon chaude mein udti hai dhool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Sath mere log hain, mehnat wasool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Na gaunga main unko yeh unki hai bhool
Yeh bhool hai, yeh bhool hai
Yeh bhool hai, yeh bhool hai
Mere sath kare praja meri chill
Saji maharaniyon se bhari mehfil
Sabko sarahata, main sabko hi chahta
Bawla jo kar de banaun aisi hard beat
Hildi zameen bhi neeche 7-8 feet
Ek awaz pe shor mache ek hi ishaare pe
Sab sunsaan tab sunayi deti heartbeat
Dhak dhak dhak jab bass lage seene mein
Bolein dhadkanein maza ab aaya jeene mein
Naachunga sath baby aaj main bhi jab tak ke
Taj mera aaj sala bheege na pasene main
Bulaun haveli pe, na mehal wali baat-cheet
Pehle bhi jashan mein yeh gayi meri raat beet
Karta hoon aish main, tu kar abhishek mera
Sajti hain thaaliyan, baraste phool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Chalta hoon chaude mein udti hai dhool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Sath mere log hain, mehnat wasool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Na gaunga main unko yeh unki hai bhool
Yeh bhool hai, yeh bhool hai
Yeh bhool hai, yeh bhool hai
Yeh bohat badi bhool
Hoke sign bhi poora independent
Laundon ka maseeha main bachchon ka Ben 10
Ladkiyon se doori distance hai maintain
And chill bhai yaaar pop karo Champagne
Naseeb mein likha mere raj yog
Jitne leta hoon main maze tum bhi aaj lo
Giro pado band hoke darbaar mein
Naachegi Basanti bhi beta hata kaanch lo
Badha ke beat aisi jalvayu la raha hoon
Thand mein bahe paseena mirchiyan kha raha hoon
Uglun aag saari raat inn kunwariyon pe
Bante hi kaam inhein kehta sayonara hoon
Main jaise Shinchan Nohara hoon
Ulti seedhi baaton se hi paisa bana raha hoon
Main naha raha hoon paison se
Paani ki zaroorat hi nai
Gir girte mere chillar utha raha hoon
Hua hit nahi kisi ek song se
Sunn mujhe gaye saare hi yeh chaunk se
Poore shauk se kutte rehte bhonkte
Aate hi beat main khade karoon raungte
Sajti hain thaaliyan, baraste phool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Chalta hoon chaude mein udti hai dhool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Sath mere log hain, mehnat wasool
Kabool hai, kabool hai, kabool hai, kabool
Na gaunga main unko yeh unki hai bhool
Yeh bhool hai, yeh bhool hai
Yeh bhool hai, yeh bhool hai
Yeh bohat badi bhool