Itna Sannata Kyun Hai Lyrics – Golmaal Again

Itna Sannata Kyun Hai Lyrics from Golmaal Again is sung by Amit Mishra and Aditi Singh Sharma. Its lyrics are written by Kumaar and music is composed by Lijo George – DJ Chetas.

Itna Sannata Kyun Hai Lyrics from Golmaal Again

Itna Sannata Kyun Hai Detail:

Song: Itna Sannata Kyun Hai
Movie: Golmaal Again
Singers: Amit Mishra, Aditi Singh Sharma
Musicians: Lijo George-DJ Chetas
Lyricists: Kumaar

Itna Sannata Kyun Hai Lyrics




Furstein jo hain abhi
Hongi na yeh phir kabhi
Uchhal do hawaon mein
Khwahishein jo hain dabi x (2)

Naachein gaayein chillayein hum sath mein
Keh rahi hai yeh khamoshiyan

Itna sannata kyun hai x (2)

Haan kyun hai
Haan kyun hai
Itna sannata kyun hai x (2)

Shor bhi zaroori hai
Shararatein bhi hain laazmi
Hangame na kiye to phir
Zindagi yeh kis kaam ki

Goonje zoron se apni ye dhadkanein
Yehi kehta hai dil yeh mera

Itna sannata kyun hai
Haan kyun hai
Haan kyun hai
Itna sannata kyun hai

Furstein jo hain abhi
Hongi na yeh phir kabhi
Uchhal do hawaon mein
Khwahishein jo hain dabi

Naachein gaayein chillayein hum sath mein
Keh rahi hai yeh khamoshiyan

Ae ae ae ae kyun hai
Haan kyun hai
Haan kyun hai
Itna sannata kyun hai

Haan kyun hai
Hmm itna sannata kyun hai


Hope you have liked the lyrics of Itna Sannata Kyun Hai song, if so please share it with your family and friends on social meadia.