ZINDAGI BATA DE LYRICS – TONY KAKKAR

Zindagi Bata De Lyrics by Tony Kakkar is new released Punjabi song in his voice. Zindagi Bata De song lyrics are contributed by Tony Kakkar, he has also made its tune.

Zindagi Bata De Lyrics Tony Kakkar

Zindagi Bata De Song Detail:

Song – Zindagi Bata De
Singers – Tony Kakkar
Musicians – Tony Kakkar
Lyricists – Tony Kakkar

Zindagi Bata De Lyrics




Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Saansein hi to le raha hoon
Yeh bhi kya gunah hai

Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Saansein hi to le raha hoon
Yeh bhi kya gunah hai

Mere apne bhi apne nahi hain kyun
Mere sapne nahi hai nahi hai kyun
Mujhe khud se ummeedein hain na jaane
Kyun logon se ummeedein nahi hain kyun

Meri barbaadi chahat saaron ki thi
Ek fehrist lambi rishtedaron ki thi
Mujhe ik shakhs apna nahi kyun dikha
Kal mehfil mein bheed hazaaron ki thi

Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Saansein hi to le raha hoon
Yeh bhi kya gunah hai

Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Saansein hi to le raha hoon
Yeh bhi kya gunah hai

Maine jaana yeh duniya
Sirf matlab se chalti hai
Ho gayi mohabbat yeh meri hi ghalti hai
Apno ko khone darr nahi kisi ko
Duniya hai baabu paise se darti hai

Dikhta hai nuksaan dikhta nafa hai
Paison se bikti hai bikti wafa hai
Har cheez ka mol hota yahan pe
Lakhon rupaye ki ek ek ada hai

Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Saansein hi to le raha hoon
Yeh bhi kya gunah hai

Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Saansein hi to le raha hoon
Yeh bhi kya gunah hai

Mere yaar marr jaana hai jaana hai
Zindagi hakeeqat ya fasana hai
Jaana hai jaana hai jaana hai
Zindagi hakeeqat ya fasana hai

Zindagi bata de
Kyun tu khafa hai
Saansein hi to le raha hoon
Yeh bhi kya gunah hai


Hope you have liked the lyrics of Zindagi Bata De song, if so please share it with your family and friends on social meadia.