WOH LYRICS – IKKA | DINO JAMES | BADSHAH

Woh Lyrics by Ikka, Dino James, Badshah is new released Hindi song in their voices, Aakash has made its tune. Woh song lyrics are written by Ikka, Dino James, Badshah. Its music video is released by Dino James.

WOH LYRICS - IKKA | DINO JAMES | BADSHAH

Woh Song Detail:

Song: Woh
Singers: Ikka, Dino James, Badshah
Musicians: Aakash
Lyricists: Ikka, Dino James, Badshah

Woh Lyrics




Hum to doobe hain
Unki tasveeron mein
Mile sakun nahi
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Ab uska pata nahi
Dil mein jo rehta tha
Uski baaton ke
Afsane likhne baitha

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Hum to doobe hain
Unki tasveeron mein
Mile sakun nahi
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Ab uska pata nahi
Dil mein jo rehta tha
Uski baaton ke
Afsane likhne baitha

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Haan maine kari yeh khata liya mera side
Ghalti chhupa ke saare black ko kiya white
Mere bina she’s dying phailaun main afwahein
Kafi saara kehna par pata nahi tu kahan hai

Jaise miss main karun baby you miss me kya
Mere birthday mein beta toone wish nahi kiya
Dino strong hai bata yeh tujhe kisne kaha
Khair ab to jhelna padega pain yeh hisse ka

Kya purane apne chat’s ko tu karti hogi read
Kya tu type karke messages karti hogi delete
Kya tu bhi pppchhna chahti hai ki kaisa hai tu D
Kya tu bhi try kar rahi hai are you trying to reach

Tere khyaal mein nahi hoon par tu khyaal rakhna
D sath mein nahi thoda malal rakhna
Jo bhi tha mere paas woh hua exhaust
Wapis pyar karne ki karun majaal ab na

Hum to doobe hain
Unki tasveeron mein
Mile sakun nahi
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Khyaal tera dil se mitaya nahi abhi
Tu gayi phir dil yeh lagaya nahi kabhi
Bewafa maine tujhko bulaya nahi abhi
Pyar kiya bas tujhe ginwaya nahi kabhi

Bas gin’ni barsaatein aur tere diye gham
Dil maane nahi baat ke ab sath nahi hum
Bhole baba thoda karo in kashton ko kum
Mere sath kaali raat aur ek poori bottle rum

Poori raat nahi sobar daru badi pee hai
Yeh jo mohabbat khayalon mein hi jee hai
Hum to mare ja rahe hain milne ko
Kya toone bhi milne ki koshish kabhi ki hai

Meri yaad mein tu royi roti khayi tune nahi hai
Doston ko bola mere baare bura nahi hai
Chhod ke tu gayi par banda khada wahin hai
Ghalat bas hum woh to ladki hai to sahi hai

Hum to doobe hain
Unki tasveeron mein
Mile sakun nahi
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Yeah!
Jo dikhe naa woh dard nahi kya
Mahol yeh sard nahi kya
Aansu na dikhe aankhein hain kiski
Jo rota hai woh mard nahi kya

Yeh bata mujhe ke kaun nahi rota
Main hamare kamre mein nahi sota
Lightein band TV on nahi hota
Main hoon old school
Mujhse move on nahi hota

Kya jaane woh kahan gayi
Pehle bhi lade hain yeh pehli dafa nahi
Par kabhi aisi huyi woh khafa nahi
Ghalti hai meri woh bewafa nahi

Maine aisa kyon kiya
Pichhle maheene cancle har show kiya
Kal flight mein yunhi baithe baithe ro diya
Tere jaane pe pata chala maine kya kho diya

Hum to doobe hain
Unki tasveeron mein
Mile sakun nahi
Unke bin neendon mein

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Ab uska pata nahi
Dil mein jo rehta tha
Uski baaton ke
Afsaane likhne baitha

Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi karti hogi woh

Rahoon main jaise
Dooba dooba dooba sa
Soona soona soona sa
Bhoola bhoola bhoola sa
Tere bin

Rahoon main jaise
Dooba dooba dooba sa
Soona soona soona sa
Bhoola bhoola bhoola sa
Tere bin

Lagun main jaise
Dooba dooba dooba sa
Soona soona soona sa
Bhoola bhoola bhoola sa
Tere binn

Rahun main jaise
Dooba dooba dooba sa
Soona soona soona sa
Bhoola bhoola bhoola sa
Tere bin


Hope you have liked the lyrics of Woh song, if so please share it with your family and friends on social meadia.