Tinka Song Detail:
Song – Tinka
Movie – Hit
Singers – Jubin Nautiyal
Musicians – Manan Bhardwaj
Lyricists – Manan Bhardwaj
Tinka Lyrics
Galiyan naraz hain
Sadkein udas hain
Kis kisko baatun main khushi
Chhoti si aas hai
Khudse ardaas hai
Aaye na aankhon mein nami
Launga khuda se main
Chheen ke wo saare pal
Jo the mere aur bas mere
Mere bas mein the jo
Tinka hai tinka tinka
Jodna hai dil ka dil ka
Tinka hai tinka tinka
Jodna hai dil ka dil ka
Tab jaake aayega sukun sukun
Itna lamba safar
Tay karna mujhko hai
Raste bhi dhundhle hain yahaan
Girte chakunga kya kya karunga
Aage ka apna raasta
Launga khuda se main
Woh sukun ke saare pal
Jo the mere aur bas mere
Tinka hai tinka tinka
Jodna hai dil ka dil ka
Tab jaake aayega sukun sukun
Tinka hai tinka tinka
Jodna hai dil ka dil ka
Tab jaake aayega sukun sukun