Saanson mein tu hi basa
Nazron mein alam tera
Zakhm ban gai ranjishein
Maine kya na kiya tere liye, tere liye
Duniya ko chhoda, munh apnon ne moda
Kyun tu mera ho na saka
Tere liye duniya ko chhoda
Munh apnon ne moda
Kyun tu mera ho na saka
Tere liye!
Lagan saanu preet tere di sohnya
Kanoo kaul hoke vi door honeya
Saanu ishqe da mila koyi na
Bas ruswaayi judaayi teri da
Teriya main, teriyan main kendi rawaan haye
Tere bina ek pal vi main na saha
Teriya main, teriyan main kendi rawaan haye
Tere bina ek pal vi main na saha
Kya thi yeh meri khata, de mujhko bata
Kyun yeh diya tha sila, toone mere pyaar ka
Chaahoon main tujhko jaan-e-jaan tujhko bepanaah
Najrat pe meri hai bayan yeh dastan
Rasam ban gai saazishein
Maine kya na kiya tere liye, tere liye
Duniya ko chhoda, munh apnon ne moda
Kyun tu mera ho na saka
Tere liye duniya ko chhoda
Munh apnon ne moda
Kyun tu mera ho na saka
Tere liye duniya ko chhoda
Munh apnon ne moda
Kyun tu mera ho na saka
Tere liye
Tere Liye Song Detail
Song: Tere Liye
Movie / Album: Dilliwaali Zaalim Girlfriend
Star Cast: Divyendu Sharma, Ira Dubey, Jackie Shroff, Prachi Mishra, Pradhuman Singh
Singers: Indeep Bakshi, Soni B.
Musicians: Indeep Bakshi
Lyricists: Indeep Bakshi
Genre: Sad Songs
Music On: T-Series
Duration: 4:55 Min