Sharabi Lyrics – Pyaar Ka Punchnama 2

Bartender se main yeh kehta hu
Raat bhar main nashe me rehta hu
Mera order repeat kar karke
Pilata jaana neat bhar bharke
Tujhko jaana hai to ghar pe ja tu
Kaam mera yeh ek karke ja tu
Re mujhko de ja tu theke ki chabhi, re chabhi

Ya to main hu sharabi
Ya hai botal sharaabi
Chahe jitna bhi rokoon
Yeh kare hai kharaabi
Ya to main hu sharabi
Ya hai botal sharaabi
Chahe jitna bhi rokoon
Yeh kare hai kharaabi

Peene te mainu nafrat si
Hunn chaska pai gaya peene da
Jeda laake bulaa nu chad-de ve
O kaam hai yaar kameene da
Daru saare peete hain
Hum thodi jyada peete hain

Peene te mainu nafrat si
Chaska pai gaya peene da
Laake bulaa nu chad-de ve
O kaam hai yaar kameene da

Yeh saari duniya ghuttni
Daru ni mujhse chhuttni
Main khaali botal todoon
Peene se muh na modoon

Yeh gali hai mere yaara di
Lokaan nu sohni lagdi aye
Main poori botal pi jaana
Mainu phir bhi thodi lagdi aye

Ho ya to main hu sharabi
Ya hai botal sharaabi
Ho chahe jitna bhi rokoon
Yeh kare hai kharaabi

Haan main be-shaq sharab peeta hu
Cheez bilkul kharaab peeta hu
Log do chaar ghoont peete hain
Main to bas behisaab peeta hu
Tujhko jaana hai to ghar pe ja tu
Kaam mera yeh ek karke ja tu
Re mujhko de ja tu theke ki chabhi, re chabhi

Ya to main hu sharabi
Ya hai botal sharaabi
Chahe jitna bhi rokoon
Yeh kare hai kharaabi
Ya to main hu sharabi
Ya hai botal sharaabi
Chahe jitna bhi rokoon
Yeh kare hai kharaabi

Sharabi Song Detail

Song: Sharabi
Movie / Album: Pyaar Ka Punchnama 2
Star Cast: Kartik Aaryan, Sunny Singh, Omkar Kapoor, Nushrat Bharucha, Sonnalli Seygall, Ishita Sharma
Singers: Sharib, Toshi, Raja Hasan
Musicians: Amit Trivedi
Lyricists: Late Akram Sabri, Kumaar, Danish Sabri
Genre: Party Songs
Music On: Zee Music
Duration: 2:34 Min


Hope you have liked the lyrics of Sharabi song, if so please share it with your family and friends on social meadia.