RASTA RASTA LYRICS – Gold | Sukhwinder Singh

Rasta Rasta Lyrics from Gold is an inspirational song sung by Sukhwinder Singh. Its music is given by Sachin-Jigar and lyrics are written by Javed Akhtar.

Rasta Rasta Lyrics from Gold

Rasta Rasta Song Detail:

Song: Rasta Rasta
Movie: Gold
Singers: Sukhwinder Singh, Sachin-Jigar
Musicians: Sachin-Jigar
Lyricists: Javed Akhtar

Rasta Rasta Lyrics


Din aaye, din jaaye
Te mann peya sapne sajaaye
Te mann peya sapne sajaaye

Din aaye, din jaaye
Mann sapne sajaaye
Hum chalein hain to chalte hi jaayein
Jo to samay hai kahani pal pal anjaani
Kya hona hai yeh kaise batayein x (2)

Sun kehti hai yeh dagar dagar
Bas nazar hain jo sapne
Taaron se chamke dagar dagar
Chal nagar nagar sang apne

Rasta rasta deewarein hain
Kadam kadam par mod
Chalta chal sapnon ke raahi
Tu himmat na chod x (2)

Jagmagate chehre hain
Aankhon mein hai armaan
Ruk nahi sakte kahin
Aise hain yeh toofan
Ho yeh musafir ek din
Manzil pe milne hain
Bijliyan kitni girein
Yeh phool khilne hain

Yeh phool khilne hain

Din aaye, din jaaye
Mann sapne sajaaye
Hum chalein hain to chalte hi jaayein
Jo to samay hai kahani pal pal anjaani
Kya hona hai yeh kaise batayein x (2)

Sun kehti hai yeh dagar dagar
Bas nazar hain jo sapne
Taaron se chamke dagar dagar
Chal nagar nagar sang apne

Rasta rasta deewarein hain
Kadam kadam par mod
Chalta chal sapnon ke raahi
Tu himmat na chod x (2)

Advertisement


Hope you have liked the lyrics of Rasta Rasta song, if so please share it with your family and friends on social meadia.