OOPS LYRICS – KING

Oops Lyrics by King is newly released Punjabi song in his voice, Zahrah Khan has created its tune. Oops song lyrics are written by King. Its video is released by Warner Music India.

Oops Lyrics King

Oops Song Detail:

Song – Oops
Singers – King
Musicians – Zahrah Khan
Lyricists – King
Music Label – Warner Music India

Oops Lyrics




Yeah yeah!
You already know what it is?
OK!

Main dhoondhun tujhe har jagah har jagah
Kahan chhup ke tu bhaithi zara de bata
Aayi bharke jawani teri body mein
Ya to mere ghar aaja ya to tera dede pata

Karenge hum zyada kuchh nahi baby
Bas thoda thoda hint main de doon bata
Aag lag jaani jaan ke jaan
Tu jaan se badhkar hai meri

Main thoda teri aankhon pe mar gaya

Main thoda teri baaton pe mar gaya
Tu thoda thoda move huyi jo
To saara mera jaam bikhar gaya oops

Main thoda teri aankhon pe mar gaya
Main thoda teri baaton pe mar gaya
Tu thoda thoda move huyi jo
To saara mera jaam bikhar gaya oops

Ae aayi banke tu maut ka samaan hai
Tere pichhe matter ho gaya meri jaan hai
Maine bhi maangi ek wish karke finish
Tere sath guzarun ek shaam

Chal aane de aane de phone tere daddy ka

Aane de aane de
Meri nayi saaliyon ko jaane de jaane de
Jaake uncle ko batane de taane de
Main kal hi mila hoon teri mummy se chowk pe
Mauke pe chauke bhi maare hain shauk se
Kehti hai baat hazam nahi ho rahi
Pasand tujhe ladki mein aaya meri kya

Main bola teri aankhon pe mar gaya
Main bola teri baaton pe mar gaya
Tu thoda thoda move huyi jo
To saara mera jaam bikhar gaya oops

Main thoda teri aankhon pe mar gaya
Main thoda teri baaton pe mar gaya
Tu thoda thoda move huyi jo
To saara mera jaam bikhar gaya oops

Ae main apni hi marzi ki maalik hoon
Mere baare abhi kuchh bhi na jaane tu
Mere pyare itihaas nikaal ke dekh
Main cheez hoon kya

Mujhe call aaya jiska woh daddy nahi ex tha
Baby wapas aa jao uska hi text tha
Waise main faltu ki baat nahi sunti
Par jitna bhi kaha toone sab kuchh best tha

Main bhi kal hi mili hoon teri mummy se chowk pe
Mauke pe chauke bhi maare hain shauk se
Kehti hain baat hazam nahi ho rahi
Pasand tujhe ladke mein aaya mere kya

Main boli teri aankhon pe mar gayi
Main boli teri baaton pe mar gayi
Tu thoda thoda acha laga jo
Main tujhpe hi poori bikhar gayi oops

Main thoda teri aankhon pe mar gayi
Main thoda teri baaton pe mar gayi
Tu thoda thoda acha laga jo
Main tujhpe hi poori bikhar gayi oops

Main thoda teri aankhon pe mar gaya
Main thoda teri baaton pe mar gaya
Tu thoda thoda move huyi jo
To saara mera jaam bikhar gaya oops

Main thoda teri aankhon pe
Main thoda teri baaton pe
Tu thoda thoda mujhpe hi
To saara mera ha ha oops


Hope you have liked the lyrics of Oops song, if so please share it with your family and friends on social meadia.