Nikal Jaana Song Detail:
Song – Nikal Jaana
Singers – Miel
Musicians – Hunny, Bunny
Lyricists – Jaani
Nikal Jaana Lyrics
Nadiyon se bhi nikal jaana
Samundar se bhi nikal jaana
Meri zindgi se nikal gayi toh
Mere andar se bhi nikal jaana
Rara rara rara ho…
Nadiyon se bhi nikal jaana
Samundar se bhi nikal jaana
Meri zindgi se nikal gayi toh
Mere andar se bhi nikal jaana
Pathar ki hai tu murat koyi
Teri nahi ab zarurat koyi
Pathar ki hai tu murat koyi
Main jahaan shayari karun
Us mandir se bhi nikal jaana
Rara rara rara ho…
Nadiyon se bhi nikal jaana
Samundar se bhi nikal jaana
Meri zindgi se nikal gayi toh
Mere andar se bhi nikal jaana
Ho tere jaane ke baad sanam
Jaam pe jaam lagne laga
Ho rone ki itni aadat padi
Hassna haraam lagne laga
Ho tere jaane ke baad sanam
Jaam pe jaam lagne laga
Ho rone ki itni aadat padi
Hassna haraam lagne laga
Jaani to ik khandar hai
Uss khandar se bhi nikal jaana
Rara rara rara ho…
Nadiyon se bhi nikal jaana
Samundar se bhi nikal jaana
Meri zindgi se nikal gayi toh
Mere andar se bhi nikal jaana
Tere bina na jeene ka vaada tha tujhse
Vaada poora karna tha so kar gaye hum
Tere bina rehne se to marna acchha tha
Mubarak ho lo mar gaye hum