Mohabbat Lyrics – Aditya Narayan

Mohabbat Lyrics by Aditya Narayan

Mohabbat Lyrics by Aditya Narayan is a romantic solo song composed and written by Aditya Narayan. Get its lyrics along with the video.

Mohabbat Song Lyrics




Mohabbat, badi ajeeb si cheez hai
Mohabbat, zindagi ke karib hai
Mohabbat mein duba hai sara jahaan
Mohabbat na hoti to hota kya yahaan

Aakhir kya hota hai pyar
Koyi to samjhao yaar
An-suljha sa yeh sawal
Kya hai aur kyon hai yeh pyar

Mohabbat ek ajnabi sa khwaab hai
Mohabbat jawab tha, jawab hai
Mohabbat hi khuda, mohabbat hi jahan
Mohabbat na hoti to hota kya yahan

Aakhir kya hota hai pyar
Koyi to samjhao yaar
An-suljha sa yeh sawal
Kya hai aur kyon hai yeh pyar

Kehte hain har kisike liye
Kisi na kisiko banaya hai
Agar mil jaaye woh koyi to ho..
Zindagi ne samjho gale lagaaya hai

Kab milegi meri woh
Samjhaayegi mujhe jo kyun
Mohabbat mein duba hai sara jahaan
Mohabbat na hoti to hota kya yahaan

Aakhir kya hota hai pyar
Koyi to samjhao yaar
An-suljha sa yeh sawal
Kya hai aur kyon hai yeh pyar

Song Detail

Song: Mohabbat
Singers: Aditya Narayan
Musicians: Aditya Narayan
Lyricists: Aditya Narayan
Music On: T-Series


Hope you have liked the lyrics of Mohabbat song, if so please share it with your family and friends on social meadia.