Meri Mai Song Detail:
Song – Meri Mai
Singers – Jubin Nautiyal
Musicians – Payal Dev
Lyricists – Manoj Muntashir
Director – Lovesh Nagar
Music Label – T-Series
Meri Mai Lyrics
Dhoop samay ki lakh sataye
Mujhmein himmat baaki hai
Dhoop samay ki lakh sataye
Mujhmein himmat baaki hai
Mera sir dhakne ko mai
Teri choonar kaafi hai
Kya maange woh beta jisne
Maa ki mamta payi hai
Ek taraf hai yeh jag saara
Ek taraf meri mai hai
Kya maange woh beta jisne
Maa ki mamta payi hai
Ek taraf meri mai hai
Jagrata tera gaaun maiya
Roz mujhe woh rain mile
Tere charan hi mere sharan hain
Aur kahin na chain mile
Jagrata tera gaaun maiya
Roz mujhe woh rain mile
Tere charan hi mere sharan hain
Aur kahin na chain mile
Tu hi punya pratap hai mera
Tu hi karm kamai hai
Tu hi karm kamai hai
Kya maange woh beta jisne
Maa ki mamta payi hai
Ek taraf hai yeh jag saara
Ek taraf meri mai hai
Kya maange woh beta jisne
Maa ki mamta payi hai
Ek taraf hai yeh jag saara
Ek taraf meri mai hai
Kaun digaye path se use
Jo tujhpe bharosa kar le maa
Bhar ke palak main tujhe niharun
Teri chhavi dukh har le maa
Kaun digaye path se use
Jo tujhpe bharosa kar le maa
Bhar ke palak main tujhe niharun
Teri chhavi dukh har le maa
Dard hain lakhon duniya mein
Tu sab dardon ki dawai hai
Dard hain lakhon duniya mein
Tu sab dardon ki dawai hai
Kya maange woh beta jisne
Maa ki mamta payi hai
Ek taraf hai yeh jag saara
Ek taraf meri mai hai
Kya maange woh beta jisne
Maa ki mamta payi hai
Ek taraf hai yeh jag saara
Ek taraf meri mai hai