
Baarishon Mein Song Detail:
Song – Baarishon Mein
Singers – Darshan Raval
Musicians – Anmol Daniel
Lyricists – Gurpreet Saini, Gautam G Sharma
Baarishon Mein Lyrics
Itna tera intzaar kia
Dil ko khafa 100 baar kiya
Tujhse wafa maine ki is qadar
Teri judaai se pyaar kiy
Toot jaaye jo rishte
Laazmi to nahi ye
Ke dilon se mohobbat ho khatam
Baarishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jata hun main muskurate hain gam
Main zameen ki tarha tarsa hu pyar ko
Baadalon ki tarha laut aao sanam
Baarishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jata hun main muskurate hain gamChhod ke mujhko jahan baithe ho
Kaisa wahan nazara lagta hai
Chhod ke mujhko jahan baithe ho
Kaisa wahan nazara lagta hai
Tod ke pairon mein jo rakha hai
Woh dil hamara lagta hai
Jaanta hun main yun to
Tum kabhi na miloge
Phir bhi tumko hi
Dhundhe ye kadam
Baarishon mein jab yaad aate ho tum
Main zameen ki tarha tarsa hu pyar ko
Baadalon ki tarha laut aao sanam
Baarishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jata hun main muskurate hain gam