Kya Yehi Pyaar Hai Song Detail:
Song – Kya Yehi Pyaar Hai
Singers – Armaan Malik
Musicians – Amaal Mallik
Lyricists – Rashmi Virag
Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics
Na jaaga na soya
Kahan main hoon khoya
Samajh mein na aata
Hai kuchh lekin
Tumhare bina ek bhi saans lena
Hai mere liye ab to naamumkin
Chalta hi rehta teri ore yeh din
Ek pal theharta nahi
Kya yehi pyaar hai
Haan yehi pyaar hai
Dil tere bin kahin lagta nahi
Waqt ghuzarta nahi
Kya yehi pyaar hai
Haan yehi pyaar hai
Main teri har baat mein
Haan mein haan milata hoon
Tu jahan bhi jaati hai
Main wahin pe aata hoon
Dhadka hai aise tumhein dekh ke dil
Sambhale sambhalta nahi
Kya yehi pyaar hai
Haan yehi pyaar hai
Stay tuned!