Kisi Se Pyar Ho Jaye Lyrics from Kaabil starring Hrithik Roshan and Yami Gautam. Song is sung by Jubin Nautiyal, lyrics are written by Kumaar and music is composed by Gourov-Roshin.
Song: Kisi Se Pyar Ho Jaye
Movie: Kaabil
Singers: Jubin Nautiyal
Musicians: Gourov-Roshin
Lyricists: Kumaar
Kisi Se Pyar Ho Jaye – Kaabil
Zara zara si neend bhi
Ajnabi si ho gayi
Zara zara chain se
Dushmani si ho gayi
Tum mile kho gaya
Hai khudka hi pata
Kya karun kya nahin
Kuchh bas mein na raha
Samjhun kaise koi samjhaye
Dil kya kare jab kisi se
Kisiko pyar ho jaye
Jaane kahaan kab kisiko
Kisi se pyar ho jaye
Oonchi oonchi deevaron si
Is duniya ki rasmein
Na kuchh tere bass mein jaana
Na kuchh mere bass mein
Tum mile kho gaya
Hai khudka hi pata
Kya karun kya nahin
Kuchh bas mein na raha
Samjhun kaise koi samjhaye
Dil kya kare jab kisi se
Kisiko pyar ho jaye
Jaane kahaan kab kisiko
Kisi se pyar ho jaye
Jaise parvat pe ghata jhukti hai
Jaise sagar se lehar uthti hai
Aise kisi chehre pe nigah rukti hai
Rok nahin sakti nazron ko
Duniya bhar ki kasmein
Tum mile kho gaya
Hai khudka hi pata
Kya karun kya nahin
Kuchh bas mein na raha
Samjhun kaise koi samjhaye
Dil kya kare jab kisi se
Kisiko pyar ho jaye
Jaane kahaan kab kisiko
Kisi se pyar ho jaye
Kisi se pyar ho jaye
Kisi se pyar ho.. jaye