Kamla Lyrics – Halla Gulla – Sana Ze

Mujhe dil ki samajh na aave
Seene se nikalta jaave x (2)
Har fikar nikal jaave
Udhar jahan tu jave

Ayyash bigadta jaave
Badmash hi banta jaave
Tera pakad pakad ke hath
Chale jahan tu jaave

Leke gaya hai dil ka bangla
Reh gaya bechara kangla x (2)
Yeh saara kasoor
Yeh saara kasoor maine tujhe diya

Toone kiya, bas toone kiya
Mujhe ishq mein kamla, ishq mein kamla (4)

Yun nasha sa chadha hai
Jaise tujhko piya hai
Nahi ghar hai jaana mujhe
Bas sath tere hi jaana hai

Haan dil dara dara sa
Bas zara zara sa sarmakar kehta hai
Ab dil tere mein rehna hai

Mujhse nahi dil sambhla
Reh gaya bechara kangla x (2)
Yeh saara kasoor
Yeh saara kasoor maine tujhe diya

Toone kiya, bas toone kiya
Mujhe ishq mein kamla, ishq mein kamla (4)

Kare kabhi yeh shararat
Kabhi kare yeh baghawat
Kehna na maane mera
Kaise isko samjhaoon main

Haan bin pankh lagaaye udta hi jaaye
Mere hath na aaye
Is-se kaise apni manwaoon main

Kahe mujhe deewana kangla
Ho gaya bechara kangla x (2)
Yeh saara kasoor
Yeh saara kasoor maine tujhe diya

Toone kiya, bas toone kiya
Mujhe ishq mein kamla, ishq mein kamla (4)
Kiya kiya kiya kiya kiya..

Kamla Song Detail

Song: Kamla
Movie / Album: Halla Gulla
Star Cast: Asim Mehmood, Sidra Batool
Singers: Sana Ze, Kunal Ganjawala
Musicians: Sahir Ali Bagga
Lyricists: Javed Ali Khan
Duration: 4:45 Min


Hope you have liked the lyrics of Kamla song, if so please share it with your family and friends on social meadia.