Kachiyan Kachiyan Song Detail:
Song – Kachiyan Kachiyan
Singers – Jubin Nautiyal
Musicians – Meet Bros
Lyricists – Kumaar
Kachiyan Kachiyan Lyrics
Roz raat takiye pe
Aansuon ki baarish hai
Dhadkanein nahi dil mein
Ghamm ki rihaayish hai
Roz raat takiye pe
Aansuon ki baarish hai
Dhadkanein nahi dil mein
Ghamm ki rihaayish hai
Ishq ho baraabar ka
Bas yahi thi chahat
Ik taraf bechaini kyun
Ik taraf hain rahatein
Kachiyan kachiyan
Kachiyan kachiyan hai nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai nindra tere bina
Tum ho soye yahan pe main taare gina
Kachiyan kachiyan
Mere labon pe to bas hain shiqayatein
Milti nahi hain kyun dard mein riyayatein
Mere labon pe to bas hain shiqayatein
Milti nahi hain kyun dard mein riyayatein
Yeh toota dil toote khwaabon ke silsile
Aur kuch nahi hai yeh teri inayatein
Patjad yahan
Wahan pe gulabon ke mausam hain
Dhadkane wahan zyada
Saansein yahan kam hain
Tu soye main taare gina
Kachiyan kachiyan
Kachiyan kachiyan hai nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai nindra tere bina
Tum ho soye yahan pe main taare gina
Main tere nazdeek tu mujhse door hai
Sochta hai dil koyi baat to zarur hai
Main tere nazdeek tu mujhse door hai
Sochta hai dil koyi baat to zarur hai
Marzi hai teri tn faslon mein aakhir
Itna bata kya yeh ishqe dastur hai
Main udaas baitha hoon
Tu khushi ki baahon mein
Manzilon pe tu hai
Main reh gaya hoon raahon mein
Tu soye main taare gina
Kachiyan kachiyan
Kachiyan kachiyan hai nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai nindra tere bina
Tum ho soye yahan pe main taare gina
Kachiyan kachiyan