
Hindutva Hai Song Detail:
Song – Hindutva Hai
Singers – Daler Mehndi
Musicians – Ravi Shankar
Lyricists – Shweta Raj
Star Cast – Aashiesh Sharrma, Sonarika Bhadoria, Ankit Raj, Govvind Namdev, Dipika Chikhlia
Music Label – Zee Music Company
Hindutva Hai Lyrics
Rangon me rang hai bhagwa rang
Ye rang bada pyaara hai
Ye rang bada nyaara hai
Tu mere pran mein rehta hai
Te mere ang pe sajta hai
Te mere ang pe sajta hai
Chahe jaan bhi jaye meri
Seene se laga ke rakhna hai
Seene se laga ke rakhna hai
Tu is desh ki aan hai
Tu is desh ki aan hai
Tu is desh ki jaan hai
Tu mera astitwa hai
Hindutva hai hindutva hai
Hindutva hai hindutva hai
Tu mera astitwa hai
Hindutva hai hindutva hai
Hindutva hai hindutva hai
Mai karam hoon mai dharam hoon
Behta hua prem hoon
Lok ka samaaj ka
Maanavta ka arth hoon
Main tamnayi prakash hoon
Na jati hoon na bhed hoon
Main garajta megh hoon
Geeta ka jhar jhar saar hoon
Ganga ki kal kal dhaar hoon
Ved ki kitab hoon
Ved ki kitab hoon
Mai Hindu hoon
Mai Hindu hoon
Hindutva hoon
Mai Hindu hoon
Mai Hindu hoon
Hindutva hoon
Jab dum dum damru baaje
Jab dum dum damru baaje
Tab hind ka singh hai jage
Tab hind ka singh hai jage
Jab rang kesri laage
Ta yodha veer jaage
Hindutva hai hindutva hai
Hindutva hai hindutva hai
Bhagwe mein hoon geruye mein hoon
Puja ke shlok mein hoon
Shankh ke naad sa
Charon dishaaon mein gunjta hoon
Main dhyaan hoon main gyan hoon
Sanyaasi ka sanyas hoon
Main dhuan nahi dhoop hoon
Main Shiv ka hi to roop
Damru ke dam dam me hoon
Naadon ke dham dhm me hoon
Main Hindu hoon
Main Hindu hoon
Hindutva hoon
Tu mere pran mein rehta hai
Te mere ang pe sajta hai
Te mere ang pe sajta hai
Rangon me rang hai bhagwa rang
Ye rang bada nyaara hai
Ye rang bada pyaara hai
Ye rang bada nyaara hai
Ye rang bada pyaara hai
Tu mere pran mein rehta hai
Te mere ang pe sajta hai
Te mere ang pe sajta hai
Chahe jaan bhi jaye meri
Seene se laga ke rakhna hai
Seene se laga ke rakhna hai
Tu is desh ki aan hai
Tu is desh ki aan hai
Tu is desh ki jaan hai
Tu is desh ki jaan hai
Hindutva hai hindutva hai
Hindutva hai