Candy Song Detail:
Song – Candy
Singers – Dhvani Bhanushali
Musicians – Yuvan Shankar Raja
Lyricists – Kunaal Vermaa
Candy Lyrics
Sau khwab hain
Sau meri khwaahishein
Woh main karu
Jo mujhe chahiye
Banke titli
Main to nikli
Thodi ziddi
Thodi pagli
Na na na aa
Sabke jaisi nahi hoon main
Jaisi bhi hoon sahi hoon main
Jaane kitne hi rangon mein
Meri marzi main chalu
Chahe phir jo bhi pehn ke
Meri marzi main rahun
Chahe phir din bhar phone pe
Meri marzi main main rahun
Ya na rahun phir hosh mein
Kyun rehna hosh mein
Din yeh roke na ruke
Banke titli
Main to nikli
Thodi ziddi
Na na na aa
Dil jahaan le chalega
Mujhko yeh mera
Dil mera bhi hai dekhu
Main har ik jagah
Jeena hai jab khul ke
To kya sochna bewajah
Yeh umar aaye na
Banke titli
Main to nikli
Thodi ziddi
Thodi pagli
Na na na aa
Meri apni khushi hoon main
Meri apni khushi hoon main
Khasiyat bhi kami hoon main
Khasiyat bhi kami hoon main
Jaisi bhi hoon sahi hoon main
Sabke jaisi nahi hoon main
Banke titli
Main to nikli
Thodi ziddi
Thodi pagli
Na na na aa
Typical candy