Boht Hard Lyrics – Emiway Bantai & Thoratt: This is a recently released rap song sung by Emiway Bantai and Thoratt. They have also written this song while its music is directed by Tony James.
Boht Hard Song – Emiway Bantai Detail:
Song – Boht Hard
Singers – Emiway Bantai, Thoratt
Musicians – Tony James
Lyricists – Emiway Bantai, Thoratt
Boht Hard Lyrics
Na main launda ameer ghar ka
Ghooma hu galiyon mein
Baatein main sadak ki likhta
Karta hu, karta jo
Mujhe thoda ajeeb lagta
Bin wajah ki takleefe har waqt sehta
Kyun?
Parampara nahi hai
Phir bhi hu main sanskari
Sadak pe reh ke seekha maine
Padun tujhpe bhaari, boht bhaari
Mera kaam bhaari
Yaaron raat ko signal pe sota hu
Le le jaankari
Haan!
Na gali se, na mohalle se
Main nikla hu sadak se
Mumbai ki dadagiri phukkad bhadakte hum pe
Phir bhi chhoda na toda aaya rula na rulaya
Tu kyun pala pada tera sadak se
Bhatke toh lete jhadap mein
Chal na, hatt na, vatt na
Upar se, neeche se, peechhe se
Boht hard, boht hard kya?
Boht hard, boht hard kya?
Boht hard, boht hard kya?
Boht hard, boht hard kya?
Boht boht x (2)
Ha ha ha sun!
Boht hard tha Physich aur Math pass karna
Wata diya padhai shuru kiya panne ko bharna
Item bhi pareshan boli “chat toh tu karna”
Bhool chuka hai, sadak mein doob chuka hai
Sadak pe sunega beta tu maa behn ki galiyan
Toh chalke jaata kaam pe toh pocket ko chura liya
Chhupa liya, khud ko aise bheed mein
Sabse hat ke dikhna hai toh
Taakat chaahiye reedh mein
Haan lead mein hero banoonga
Aise khwaab rakhne wale sadak se
Bheje ko chala chhote, soch thoda alag se
Halak se utara maine 10 rupaye ka vada pav
Aise din dekhe hai maine
Tab jaake bada bhaav mera
Maloom hai na sun!
Haan hasta hu main
Inke soch pe tarasta hu main
Hip-hop ka, monsoon ka baadal hu
Barasta hu main
Sach sach shot dene aaya seedha pach pach
Apne kaam pe dhyan de
Kyun khota karta mach mach
Bach bach kitne sare
Pareshani raste mein
Chai khaari chalta hai
Apne Mumbai ka naashte mein
Khul ke zara saans le be
Zindagi ke faasle mein
Kitna kuchh hai kehne ko
Aur kitna kuchh hai pass mere
Phir bhi haasil kyun na
Kar paate haib woh bhai log
Sirf bol bacchan banke rehte naqli dialogues
Bantai log band karo warna bhai log
Varna ladki bhi bulayegi tere ko bhai log
Chal!
Boht hard, boht hard kya?
Boht hard, boht hard kya?
Boht hard, boht hard kya?
Boht hard, boht hard kya?
Boht boht x (2)