BETA KARTA RAP LYRICS – EMIWAY BANTAI

Beta Karta Rap Lyrics by Emiway Bantai is new released Hindi song in his voice, Xistence has made its tune. Latest Beta Karta Rap song lyrics are written by Emiway Bantai. Its music video is released by Emiway Bantai.

BETA KARTA RAP LYRICS - EMIWAY BANTAI

Beta Karta Rap Song Detail:

Song: Beta Karta Rap
Singers: Emiway Bantai
Musicians: Xistence
Lyricists: Emiway Bantai

Beta Karta Rap Lyrics




Ek room lena mushkil tha
Aaj 3-4 flat hain
Laptop ke the vande
Aaj sab kuchh mac hai
500 mein kiya main show
Aaj 25 lakh hai
Woh bhi indoor
Outdoor to stadium pack hai

Jab bhi gaane dalun beta
Har baar come back hai
Beta bars nahi *** karta facts be
Jitna dreams tha kamana

Utna bharta tax main
Maa baap mere proud
Beta karta rap hai

Haan beta kya karta hai?
Beta karta rap hai
Maa baap bade proud
Beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe
Aur sir pe cap hai
Maa baap bade proud
Beta karta rap hai

Haan beta kya karta hai?

Beta karta rap hai
Maa baap bade proud
Beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe
Aur sir pe cap hai
Maa baap bade proud
Beta karta rap hai

9-5 job nahi 24 ghanta kaam karte
Samay ko jo dekhe na
Wohi log beta naam karte
Mehnat kar yahan pe
Zameen ke neeche aaram kar le
Neeche jo gira rahe
Khade honge wohi salam karne

Bina neend liye
Bade sapne dekh raha tha
Jee raha dream life
Kyon ki gaane itne phenk raha tha
Taang kheechne mein
Apne wale maahir hain
Woh sath hi nahi
Taang keechne wala kekda tha

Gullak mein chillar jama karte the
Aaj 80 lakh deke khadi gaadi neeche ghar ke be
Hustle apni beta road pe the aaj apan crorepati
Bina koyi sawal jawab karke be

Bina label kaise jeetne ka sikhaya main
Torch mere hath mein yeh rasta bhi dikhaya main
Raasta yeh baad jise khol dala bhai ne ki
Independent artist bhi kama sakta bataya main

Akele kar raha main zahir hai log jalenge
Croron ka sona beta maa ke hath aur gale mein
Jiske dil mein tha khot woh sab chale gaye
Saaf jiske dil beta sath wohi chalenge

Main dost banana jaanta nahi
Aur dost banana chahta nahi
Dost banaya jise woh dost ban’na jaana nahi
Bana main kamina kyon ki bhalai ka zamana nahi
Zarurat pe chala gaya to wapis laut ke aana nahi

Jo bhi hai tu real reh be duniya se sharmana nahi
Jitna diya main utna kisne diya gaana nahi
Khud se main banata woh ke log bole gawana nahi
Rulana nahi maa baap se keemat koyi khazana nahi

Bina jaankari log aake denge bas salahein
Poori raat karun kaam apun chand ki tarah hai
Beta sun’ne ka sabki aur karne ka man ki
Duniya mein tu aaya ek mehman ki tarah hai

Pariwar se koyi industry mein nahi hai
Aaj meri tarah industry mein koyi bhi nahi hai
Sab saale jalte hain jab bhi apun chalte hain
Mila mujhe sab beta jo bhi mujhe chahiye sab kuchh

Bina label ke kamaya
Kar raha croron mein deal close
Khud ka label laya khud pe kara main yakeen bro
Lalch deta kagaz kitne offers kar raha mana
Kyon ki independent rehna tha
Aaj jee raha main dream bro

Haan beta kya karta hai?
Beta karta rap hai
Maa baap bade proud
Beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe
Aur sir pe cap hai
Maa baap bade proud
Beta karta rap hai

Haan beta kya karta hai?
Beta karta rap hai
Maa baap bade proud
Beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe
Aur sir pe cap hai
Maa baap bade proud
Beta karta rap hai

Emiway Bantai
Haan maalum hai naa!


Hope you have liked the lyrics of Beta Karta Rap song, if so please share it with your family and friends on social meadia.