BARSAAT KA MAUSAM LYRICS – SAAJ BHATT

Barsaat Ka Mausam Lyrics by Saaj Bhatt is newly launched Hindi song in his voice, Sanjeev-Ajay has created its tune. Barsaat Ka Mausam song lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi. Its music video is launched by Voila Digi.

Barsaat Ka Mausam Lyrics Saaj Bhatt

Barsaat Ka Mausam Song Detail:

Song – Barsaat Ka Mausam
Singers – Saaj Bhatt
Musicians – Sanjeev-Ajay
Lyricists – Sanjeev Chaturvedi

Barsaat Ka Mausam Lyrics




Banjar sa mera dil hai
Ik boond toh barsao
Karke bahaana tum chale aao
Chale aao
Mulakat ka mausam aaya hai

Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai

Padh le tu meri ankhein
Mere khwab bulate hain
Le kar ke naam tera

Tujhe aawaz lagate hain

Padh le tu meri ankhein
Mere khwab bulate hain
Le kar ke naam tera
Tujhe aawaz lagate hain
Jazbat ka mausam aaya hai

Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai

Bheegoon main tere sang aa
Mere dil ki khwahish hai

Tere mere pyar ki yeh
Haan pehli barish hai

Bheegoon main tere sang aa
Mere dil ki khwahish hai
Tere mere pyar ki yeh
Haan pehli barish hai
Seene se laga lo aa kar ke

Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai


Hope you have liked the lyrics of Barsaat Ka Mausam song, if so please share it with your family and friends on social meadia.