Adhoori Dhun Lyrics – Girliyapa is a Girls Hostel OST by Vaibhav Bundhoo and Nirali Kartik. This is a friendship day special song from web series Girls Hostel released by Girliyapa which is Women Centric YouTube Channel for entertainment. Song is composed, written and directed by Vaibhav Bundhoo.
Adhoori Dhun Song Detail:
Song – Adhoori Dhun
Movie – Girliyapa
Singers – Vaibhav Bundhoo, Nirali Kartik
Musicians – Vaibhav Bundhoo
Lyricists – Vaibhav Bundhoo
Adhoori Dhun Lyrics
Mann ke andheron mein base hain jo dard
Tu keh de to alfazon mein badlun
Par hogi shayad kahaanina poori
Tere bin hai yeh adhoori
Tere bin, tere bin, tere tere bin
Beete din, beete din, kaise beete din
Phir se gin, phir se gin
Zakhmein prati din
Mitra-heen ke na koyi jashan
Aur na koyi scene x (2)
Raat ko kare saare
Poochhe mujhko tere baare
Mann ke yeh angaare
Sabse jeete phir apnon ke
Aankhon mein kyon haare
Mitra-heen ke na koyi jashan
Aur na koyi scene
Raat ko taare saare
Poochhe mujhko tere baare
Tu rahe to rehte thande
Mann ke yeh angaare
Phir se jaage, phir se soye
Phir se jaage, phir se soye
Zindagi se haare
Tere bin, tere bin, tere tere bin
Beete din, beete din, kaise beete din
Phir se gin, phir se gin
Zakhmein prati din
Mitra-heen ke na koyi jashan
Aur na koyi scene
Mann ke andheron mein base hain jo dard
Tu keh de to alfazon mein badlun
Par hogi shayad kahaanina poori
Tere bin hai yeh adhoori
Kaale kaale kaale
Kaale kaale kaale
Sheeshon mein jo hai likha
Mujhe usmein kuchh sacha dikha
Toone duniya ko kitna diya
Badle mein tujhe, bata kya hai mila
Jaane de, jaane de, jaane de, jaane de
Jalaane walon ko jalaane de
Logon ko farak nahi
Kya hai sahi, kya ghalat nahi
Woh to chahte hain kisi ka gala
Woh to chahte hain kisi ka bali
Woh to chahte hain ke lahu bahe
Woh to chahte hain aag lage
Sab jale tera yeh naam, tera yeh kaam
Tera makaan, tera dukaan, tera yakeen
Mitra-heen, na koyi jashan, na koyi scene
Mann ke andheron mein base hain yeh dard
Tu keh de to alfazon mein badlun
Par hogi shayad kahaanina poori
Tere bin hai yeh adhoori yeah!
Raat ko taare saare
Poochhe mujhko tere baare
Tu rahe to rehte thande
Mann ke yeh angaare
Sabse jeete phir apnon ke
Aankhon mein kyon haare
Mitra-heen ke na koyi jashan
Aur na koyi scene
Raat ko taare saare
Poochhe mujhko tere baare
Tu rahe to rehte thande
Mann ke yeh angaare
Phir se jaage, phir se soye
Phir se jaage, phir se soye
Phir se jaage, phir se soye
Zindagi se haare
Tere bin, tere bin, tere tere bin
Beete din, beete din, kaise beete din
Phir se gin, phir se gin
Zakhmein prati din
Mitra-heen ke na koyi jashan
Aur na koyi scene x (2)