
Ab Tere Bin Nahin Jeena Song Detail:
Song – Ab Tere Bin Nahin Jeena
Singers – Ankush Bhardwaj
Musicians – Himesh Reshammiya
Lyricists – Himesh Reshammiya
Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics
Vabasta hai mere dil mein
Teri aashiqui ka aalam
Teri mohabbat mein doob gaya hai
Meri yaadon ka mausam
Tu hai mujhmein kuchh is tarah
Sagar mein nadiya ho jis tarah
Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaaraAb tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Mera mann aye jaaneman
Teri yaadon ka hai aaina
Darde dil darde jigar
Ab mujhse saha jaaye na
Tu mera raasta tu mera rehguzar
Naam dil pe tera likh liya
Tu ruke main rukun
Tu chale main chalun
Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Har ek daga har mod pe
Chhoda rishton ne tanha mujhe
Rabb se bas main maangun
Yaara har ek lamha tujhe
Main phirun darbadar
Main rahun besabar
Naam leke mere yaar ka
Tu meri shayari tu mera falsafa
Tu mera silsila pyar ka
Aag lagaye dil mein sawan ka maheena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena
Advertisement