Aadi Aadi Song Detail:
Song – Aadi Aadi
Singers – Dhvani Bhanushali, Mellow D
Musicians – Ayo Shree
Lyricists – Mellow D
Aadi Aadi Lyrics
Na jane kitne ghav diye
Toone mere dil pe
Par phir bhi nikalta nahi
Kyon tu mere dil se
Na jane kitne ghav diye
Toone mere dil pe
Par phir bhi nikalta nahi
Kyon tu mere dil se
Na de saza yun bewajah mat azma
Na ho juda de de panah apna bana
Kyon ki jab se teri aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Kyon ki jab se teri aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Tadap tadap aadhi aadhi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Shuru mein the hum pyaar ke fariyadi
Dheere dheere huye ek dusre ke aadi
Jaane kahan se aayi barbadi
Ban baitha hoon sharaabi
Khatam hui aas hai
Haath mein glass hai
Ab sab kuch khak hai
Ek dooje ko kosna
Phir aansu ponchna
Chali jaayegi door
Aa gayi thi soch na
Har pal mujhe takleef ka ehsaas hai
Khushi ka har pal lagta naas hai
Logo se ghira par sannata aas paas hai
Yaar mere puche mujhse tu kyon udaas hai
Koyi jawaab nahi ab khale teri kami
Aankhon mein mere hai nami
Ho na jaayein juda kahin
Kaisa hai yeh afsana
Kabhi bahon mein aana
Phir door chale jaana
Ab aise mujhe tadpa na
Kyon ki jab se teri aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Tadap tadap aadhi aadhi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Kyon ki jab se teri aadi ho gaya hoon
Aadi ho gaya hoon, aadi ho gaya hoon
Sachchi mein main sharaabi ho gaya hoon
Sharaabi ho gaya, sharaabi ho gaya hoon
Jab se teri aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Tadap tadap aadhi aadhi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon