BABUNI TERE RANG MEIN LYRICS – PAWAN SINGH

Babuni Tere Rang Mein Lyrics by Pawan Singh and Sharvi Yadav is latest Hindi song with music given by Salim Sulaiman. Babuni tere rang mein song lyrics are written by Dr Sagar and video is directed by Caesar Gonsalves.

Babuni Tere Rang Mein Lyrics by Pawan Singh

Babuni Tere Rang Mein Song Detail:

Song – Babuni Tere Rang Mein
Singers – Pawan Singh, Sharvi Yadav
Musicians – Salim Sulaiman
Lyricists – Dr Sagar

Babuni Tere Rang Mein Lyrics




Haan rangon ki katori hoon
Tongue se chatori hoon
Chahun main colorful piya
Chahat ki tarangon mein
Doobi hoonn main rangon mein
Pink pink mora jiya

Geeli geeli si
Geeli geeli meri dhaar
Aaja dekh le phuhaar
Pichkaari nahi
Yeh tere love ka shikaar

Babuni tere rang mein

Haaye tere rang mein
Babuni tere rang mein
Main aur thoda young ho gaya

Main bhola bhaala lalla
Chhappan inch dabang ho gaya
Babuni tere rang mein
Main aur thoda young ho gaya

Kulhad mein whisky
To saiyan ji hain risky

Haaye kulhad mein whisky
To saiyan ji hain risky
Maare ignore

Main deewani huyi jiski

Haan main pee li hai haaye
Pee li pee li maine char
Ki hairan thekedar
Mujhko majnu bana ke
Dede laila wala pyar

Haaye babuni tere rang mein
Haaye tere rang mein
Babuni tere rang mein
Main aur thoda young ho gaya

Main bhola bhaala lalla
Chhappan inch dabang ho gaya
Babuni tere rang mein
Main aur thoda young ho gaya

Kheenche jaise chumbak emotion tera
Main bhola bhaala lalla
Chhappan inch dabang ho gaya
Naam saare zille mein roshan tera
Ho ni babuni tere rang mein
Main aur thoda ho gaya


Hope you have liked the lyrics of Babuni Tere Rang Mein song, if so please share it with your family and friends on social meadia.