SARE KARO DAB LYRICS – Raftaar | Sonu Kakkar

Sare Karo Dab Lyrics by Raftaar, Sonu Kakkar and Muhfaad is latest song from the album Zero To Infinity. Its music is composed by Raftaar & Muhfaad while lyrics are written by Raftaar himself.

Sare Karo Dab Lyrics by Raftaar

Sare Karo Dab Song Detail:

Song: Sare Karo Dab
Singers: Raftaar, Sonu Kakkar, Muhfaad
Musicians: Raftaar, Muhfaad
Lyricists: Raftaar

Sare Karo Dab Lyrics




Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab x (2)

Saiyyan sang kohni mod maar sar beech mein
Ek hath pichhe kar aasman khinch le
Floor pe tu aa ab dab de daba
Tab kaise move karti kamar zara teach me

Style angrezon ka banaya hamne desi
Heat itni beat mein ki on karun AC
Baat munh phaad ke bata raha hoon
Stamp bhi chhupa raha hoon

Dhundh ke dikha diyo tu yaari apne jaisi

Aisi taisi mein gaye woh
Unmein na yeh class hai
Aaj ki taiyyari thi gawah yeh itihaas hai
300 ka nakli joota leke mara style maine
Aaj Yeezy asli teen dhaari Adidas hai
To maa se jaake poochh lo
Khilaya kya tha sher ko
Yeh li’l pack rehta tez rakhe gear ko
Aafaton ko cheer ke main aaya is paar
Sajaniya khush aaye saiyyan Raftaar

Saiyyan sang dab karoongi

Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab x (2)

Sare karo dab, dab
Chalo sare karo dab, dab

Jaldi se circle ke andar mein aa
Circle mein aake tu move dikha
Move se mujhko tu groove karaa
Tujhse se na koyi bhi behtar yahan

Chal whip kar baby, baby
Thoda bahut nene, nene
Shuffle karenge beat, double karenge
Sab hone lage crazy, crazy x (2)

Sare karo dab, dab
Chalo sare karo dab, dab

Upar se jaati batein sar ke karke mind blow
Trigonometric agli line kar rewind bro
Tan skin cause brown complexion
Within a sec tera bhai na hua hai sign bro
Tera bhai aage badh raha
Aage badhta dekh mujhko para inka chadh raha
Yaar aadmi hai tu ya tisri hai taang tu
Sehlao jitna pyar se tu utna hi akad raha

Ringa ringa roz hi leti selfiyan pose mein
Johny Johny yes bol ke nai hai hosh mein
Mera dab karta haal jo kare na tera maal
Sare nachne lagoge ek dose mein
Aaya main beat pe fit karo dab
Khaali pada floor khatam karo gap
Bori bistaron ko sadne wale karo back
Par chahne wale sath mein karo sare dab

Qatal kare kalesh ka
Kehni kalam kalol ki
Kadakta khoon khaul ke
Kasar kala ki kholti
Fukata fukron ki fakar se
Fursaton ki pher mein
Phir fatt se udta furti mein
Farrata first gear mein

Kadi ki kashti khushnuma
Kyun kal pe kal ke kekde
Kasam khuda karam karo
Karam jalon ke case mein

Free fund hi to phirte
Faltu mein fintu fullet phaad di
Faila dab sare desh mein

Sare karo dab, dab
Chalo sare karo dab, dab
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab


Hope you have liked the lyrics of Sare Karo Dab song, if so please share it with your family and friends on social meadia.