Jaane Tere Shehar Lyrics – Jazbaa

Jaane tere shehar ka kya irada hai
Jaane tere shehar ka kya irada hai
Aasman kam, parinde zyada hain
Ho jaane tere shehar ka kya irada hai

Khushi ka hissa, gam ka hissa
Ghoont ka hissa, dam ka hissa
Zakhm aur marham ka hissa
Dil-faroshi ka yeh kissa

Jaane tera ishq bhi kya tamasha hai
Jaane tera ishq bhi kya tamasha hai
Raat ko mulzim, din me Khuda sa hai
Jaane tere shehar ka kya irada hai

Jaane hum pe kaun si aisi tohmat hai
Samajh na paayein
Aib hai ya yeh aadat hai
Malmal me lipte hain
Phir bhi bikhre hain
Bas yeh zaam hamara hai, hum iske hain

Yoon tohmera dard hi ek dava sa hai
Yoon tohmera dard hi ek dava sa hai
Har ghadi zinda, har din naya sa hai
Jaane tere shehar ka kya irada hai

Jaane Tere Shehar Song Detail

Song: Jaane Tere Shehar
Movie / Album: Jazbaa
Star Cast: Aishwarya Rai, Irrfan Khan
Singers: Vipin Anneja
Musicians: Arko Pravo Mukherjee
Lyricists: Arko Pravo Mukherjee
Music On: Zee Music
Duration: 3:36 Min


Hope you have liked the lyrics of Jaane Tere Shehar song, if so please share it with your family and friends on social meadia.