HAWAYEIN LYRICS – Jab Harry Met Sejal | Arijit Singh

Hawayein Lyrics from Jab Harry Met Sejal is sung by Arijit Singh beautifully. Its music is composed by Pritam and lyrics are written by Irshad Kamil.

Hawayein Lyrics from Jab Harry Met Sejal

Hawayein Song Detail:

Song: Hawayein
Movie: Jab Harry Met Sejal
Singers: Arijit Singh
Musicians: Pritam
Lyricists: Irshad Kamil

Hawayein Lyrics




Tujhko main rakh lu wahan
Jahan pe kahin hai mera peer
Main jo tera na huva
Kisi ka nahin, kisi ka nahin

Le jayein jaane kahan
Hawayein hawayein
Le jayein tujhe kahan
Hawayein hawayein
Beghani hai yeh daali
Hawayein hawayein
Le jayein tujhe kahan
Hawayein hawayein

Le jayein jaane kahan
Na mujhko khabar, na tujhko pata

Banaati hai jo tu
Wo yaadein jaane sang mere
Kab tak chalein
Inhin mein to meri
Subah bhi dhalein, shaamein dhalein
Mausam dhalein

Khayalon ka shaher
Tu jaane tere hone se hi abaad hai
Hawayein hakk mein
Wohi hain aate jaate jo tera naam lein

Deti hain jo sadayein
Hawayein hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein hawayein
Le jayein tujhe kahan
Hawayein hawayein
Le jayein mujhe kahan
Hawayein hawayein

Le jayein jaane kahan
Hawayein hawayein
Le jayein tujhe kahan
Hawayein hawayein x (3)

Le jayein jaane kahan
Na mujhko khabar, na tujhko pata


Hope you have liked the lyrics of Hawayein song, if so please share it with your family and friends on social meadia.